Motivational Story ( खुद की सहन शक्ति पर रखें भरोसा )
खुद की सहन शक्ति पर रखें भरोसा Ek bar ek shenshah sardiyo ke samm ko apne mahal me ja rha tha tab usne ek bhude aadmi ko sardi me kapkapate hue dekha to usne uss budhe aadmi se kaha aap yahi rukhye me aapke liye mahal ke andar se garam kapde bhijbata hu, ye sunkar bhuda aadmi bahut khush huya, lekin mahal ke andar jate hi badshah ye bat bhul gaya aur vo bhuda aadmi pure raat intezar karta rha ki badshah Salamat garam kapde bhijva rhe honge, bhude aadmi pure raat ise intezar me baitha rha aur subah hote hi bhude aadmi mar jata hai, aur jab subah ko badshah mahal se bahar jata hai to dekhte hai ke vo bhude aadmi Mar gaya hai aur marne se pehle apne ungliyo se mitti par ye likhta hai ke,"Badshah salamat me itne salo se ise tarah bina garam kapdo ke zindagi ji rha tha lekin apke garam kapde dene ke badee ne mere Jaan lai le. Iss kahani ka matlab ye hai ki SAHARA insan ko khokla Kar deta hai aur UMMED insan ko kamzor kar dete hai, insan ko apne sehen-sakti par bharosa rakhana chahye.