Akbar Birbal

 Akbar ne kaha Birbal jaise koi nhi


Ek din Akbar ke darbar me Akbar ne  birbal ko 250 sone ke sikke Diya Jise dekher darbar me upsthith sabhi logg Birbal se chidne lage aur unme se ek ne Akbar se kaha ki japanha birbal itne husyar hai to Mai inse ek sawal ka utter puchna chahta hu agar inhone sahi jawab diya to mai bhi mann lunga ki hakikat me iss Darbar me Birbal sabse jyada akalmand hai. Ye baat sunkar Akbar ne kaha theek hai tum Birbal se apna sawal puchh sakte ho iske bad uss aadmi ne Birbal se puccha ke tum apnee patni se rozz milte ho to batayo ki tumhari patni ke dono hatho me kitne cheudiya hai. Akbar ne Birbal se kaha kya tum iss sawal ka jawab de sakte ho, ye sunkar Birbal ne haste hue kaha bilkul jhapanha uske baad Birbal ne jawab dete hue kaha ki janab jitne baal aapke sarr par hai use 5000 se bhag deker jo utter aaye wo hi mera utter hai ye sunkar uss aadmi ne Akbar se kaha huzur se kaise utter diya hai birbal ji ne ye sunkar Birbal ne turant kaha ki shenshah inn Janab ne jaise sawal pcucha tha maine waise utter de diya kyuki mai apni patni se rozz milta hu to ye janab bhi to rozz apne balo ko dekhte honge ye sunkar Akbar hasne laga aur kaha Birbal tumhare jaise akalmand iss pure darbar me koi nhi hai isliye tumhe inam me aur 50 sone ke sikke diye jate hai.
                 Thanks for read 

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Motivational Story ( खुद की सहन शक्ति पर रखें भरोसा )